Select Page

Social media ke bina jeevan ki kalpana bhi nahi kar sakte hain hum aaj, par achchai ke he saath, kolahal, shore aur hulchul se bhi bhare huye hain ye platforms. Toh kya bas inko chhodh dena he ek vikalp hai? Ya koi aur bhi tareeka ho sakta hai? Niji taur par, mujhe lagta hai grahansheel(receptive) hona ek achcha upaay hai. Poori tarah se offline chale jana aaj ke samay shayad shayad sahi nahi hoga, par samay ke saath aagey bhadhna aur badlaav ko apnate rehna zaroori hai. Kaun se aise social media platforms hain jo aapko aaj achche nahi lagte, aur kaunse aise hain jo aapke liye bahut zaroori, dilchasp aur yogya hain? Socho!

Aap mujhse jud sakte hain Instagram pe – instagram.com/par.cha ya fir voice note bhej sakte hain facebook pe – facebook.com/chauhan.parth. Agar aap apni dhvani ko ek anukool manch dena chaahte hain ya fir mere saath kaam karna chahengey, toh email likhiye info.dhvani@co.in pe aur log on kariye www.dhvani.co.in/podcast, aur jaan ne ke liye. Google bhi kar sakte hain ‘Dhvani Podcast’.

“Look Up”, Gary Turk ka video – https://youtu.be/Z7dLU6fk9QY

“Reddit is Improving My Life”, Nerdwriter1 ka video – https://youtu.be/Pe0SmaBUZT0

Meri Couchsurfing profile – https://www.couchsurfing.com/people/chauhan.parth

Discord par Dhvani ka Server https://discord.gg/74AZRaB

Support this podcast: https://anchor.fm/parth-chauhan/support